Song:  Raat Ke Dhai Baje
Singers: Kunal Ganjawala, Sunidhi Chauhan, Rekha Bhardwaj, Suresh Wadkar, Earl
Lyricist: Gulzar
Music Director: Vishal Bhardwaj

“Raat Ke Dhai Baje Lyrics”

Raat ke dhai baje
koi shehnai baje
dil ka bazaar laga
dhela taka pai baje
tana… tarata ta ra ra.. – 2
Raat ke dhai baje
koi shehnai baje
dil ka bazaar laga
dhela taka pai baje
chaunke chaunke chaunke se
khoye khoye se hum
aankhen doobi doobi se
soye soye se hum
dil ne kaisi durgath ki hai
Oh oh…
pehli baar mohabbat ki hai, aha…
aji aakhri baar mohabbat ki hai, aha…
arey pehli baar mohabbat ki hai, aha…
aakhri baar mohabbat ki hai , aha…
Jaan hatheli, upar leli
yaaro kaisi harkat ki hai
aji pehli baar mohabbat ki hai, aha…
aakhri baar mohabbat ki hai
[ ishq mein jalte hue
saans tezabi lage
raaz khulta hi nahi
koi toh chaabi lage ] – 2
ishq mein jalte hue
saans tezabi lage
saans tezabi lage
ishq mein jalte hue
chikne chikne lachhe hain
reshmi se phande
chupdi chupdi baaton mein
bhole bhale bande
tanhai ne fursat di hai
[arey pehli baar mohabbat… ki hai
aakhri baar mohabbat ki hai ] – 2
raat kuch aisa hua
jaisa hota toh nahi
thaam ke rakha mujhe
main bhi khota toh nahi
ek hi lat suljhane mein
saari raat guzaari hai
jaan ki gathri sar pe le li
aapne kaisi zehmat dee hai
arey pehli baar mohabbat ki hai
aakhri baar mohabbat ki hai
pehli baar mohabbat ki hai
I had written about the movie a while ago and as if that was not enough, here I am with the lyrics of my mostttttttttttttt fav song from the movie: Raat ke dhai bhaje!! Though, I dont like calling it that… Coz I think the most catchy part of the song is: “Pehli baar mohabbat ki hai… aaha… aji aakhiri baar mohabbat ki hai… aaha!!” The rap that goes on in the background jells beautifully with the tune. Whats weirdly beautiful about this song is that 2 female playback singers have given voice to one actress in the same song? And it doesnt sound bad at all!!! You can expect only Vishal to come up with something like that… The beautiful urdu words by Gulzaar saab add a new flavour to the song!
The post on the song can not be completed without mention of the playback singers, who have made the song sooo alive. Rekha Bharadwaj‘s voice has so much namak… the style in which she sings the song beats even the likes of Sunidhi Chauhan. They complement each other very well.. The song has also revived long lost singer Suresh Wadkar… After “Tum se mil ke“, this song gives the veteran singer his due credit. Kunal Ganjawala strikes again after “Bheege Honth
You catch the song here: